Namaz

Namaz - Duty To All Muslims
g




Namaz-e-Juma:


Namaz-e Juma Farz he or  Namaz e Juma ki Fazilat boht zyada he. Namaz-e-Juma ki 14 rakat hain;
4 Sunnat
2 Farz
4 Sunnat
2 Sunnat
2 Nafal


Namaz-e-Zuhr Namaz-e-Juma k zumray main ati he. Namaz-e-Fajr main hum 4 Rak't Farz Parhtay hian Mgr Juma main un 4 Farz ki jagah 4 Sunnat.. Or Niat B Namaz-e-Juma ki krte Hain.

Mukamal Tariqa ye he..

4 Rak't Namaz Sunnat, Waqt Namaz-e-Juma....
2 Rak't Namaz Farz, Waqt Namaz-e-Jumaa....
4 Rak't Namaz Sunnat, Waqt Namaz-e-Juma...
2 Rak't Namaz Sunnat, Waqt Namaz-e-Juma....
2 Rak't Namaz nafal, Waqt Namaz-e-Juma....


Namaz Parhiye or Dosron ko B iski Talqeen Kijye..
Mukamal Tariqa-e-Namaz k liye http://www.madni.org/Namaz/Namaz.htm Visit kren. Jazak Allah..

(Talib-e-Dua: Muhammad Fiaz)

(Waiting for an Author to write more about Namaz page - Duty To Muslim)

No comments:

Post a Comment